Ret
Dasht mein ret jo udiAankhon ko chubh chubh gayiBarsa pani to sahiMagar Aasmaan se nahin
Dasht mein ret jo udiAankhon ko chubh chubh gayiBarsa pani to sahiMagar Aasmaan se nahin
Saal guzren hain ek talaash meinPursat hi nahin mili khud ke dekh baal meinAb khoye hua us main ko dhoondoon
Is raah pe pehle bhi guzri hoonYaheen pahad, yaheen dhoopYaheen suraj, yaheen amberPehle bhi kuch yaheen khayal uth rahen theAb bhi waheenZindagi itni bhi na ghuma deKi mud mud ke Waheen, shuruvaat pe na pahunch jaoon
Itni bhi na udao hava apni khushi kiIn tukdoan ko to sambhaloon mein wah wah wah wah
Black is thine colorOverpowering all otherIn final singularity Kala tera rang haiJo har rang ko berang bana deBas apni rang jama de